Wednesday, July 8, 2009

shayaris ;)

Haathon ki laakeeron pe par vishwas nahin karna chahiye
kyon ki taqdeer toh unki bhi hoti hain jinke haath nahin hote




Sochta hoon in saagar ki laharon ko dekhkar
kyon yeh kinare se takraa kar chali jaati hain
karti hain woh kinaare se bewafai ya sagar se wafa nibhaati hain




Been long since I have met or spoken to someone who could just rattle off mirza ghalibs and khayyams in the correct context and leave you stunned. Probably the missing creed in a system dominated by software engineers, MBA holders and too techie folks :)

4 comments:

Pappul said...

waah waah ... zehnaseeb ... muqarrar muqarrar ... irshad ... irfan ... iqbal ...

isi baat pe ek arz hai ...

hum to khona chaahte the unki aankhon mein ... par hichkichaaye ... pata chala koi dhundne hi naa aaye ... :P

Sabhtarsha said...
This comment has been removed by the author.
Sabhtarsha said...

yes yes vah vah..
To the first sher.. of-coarse Thakur ko haath na hone par bhi.. uski takdir acchi thi ke gabbar mar gaya...
for the second sher...something that came in my mind...
Sochta hoon in saagar ki laharon ko dekhkar
kyon yeh kinare se takraa kar chali jaati hain
karti hain woh kinaare se bewafai ya sagar se wafa nibhaati hain...
kyun Is tarah wo hum teeno ko tadapaati hai...

:)
~sabhtarsha~

Prameela said...

Sabhtarsha, Kya baat hain
Just a a line added but it was too good :)